Scale: Minor Time Signature: 4/4 Tempo: 75 Suggested Strumming: DU,DU,DU,DU (x2) Kuch raaste.. Manzilon ko chhoo ke mud jaate hain Mmm.. kuch naate judte judte hi toot jaate hain Hairaani hoti hai Aankhen jo roti hai Hairaani hoti hai Aankhen jo roti hai Iss shehar mein humsafar hai chootha Dil jigar bhi khud se kyun hai rootha Mere pyaar ke mahal ka har ik kaanch tootaa Saccha tera khuda to kya pyaar mera jhootha Kyun mitate mit'te nahin hain yeh pal Kyun aaj mein qaid hai mera kal Hairaani hoti hai Aankhen jo roti hai Hairaani hoti hai Aankhen jo roti hai [Verse] (x2) Tadpati hain teri baatein aur Yaadein teri rulaati hai Dil rote rote rukta hai Toh rooh bikhar si jaati hai kis se roothe aur kise hum ab manaye Bethe unn yaadon ko mann hi mann mein dohraaye Hairaani hoti hai Aankhen jo roti hai Hairaani hoti hai Aankhen jo roti hai Hairaani oo...