Rushabh Varia. Time Signature: 4/4 Tempo: 93 Suggested Strumming: DU,DU,DU,DU FOR BEGINNERS, PLAY THE SONG ON CAPO 3 AND FOR THOSE CHORDS TRANSPOSE THESE CHORDS TO +3. Kaise bataaye, kaise jataaye Subah tak tujhme jeena chahein Bheege labon ki, geeli hansi ko Peene ka mausam hai peena chahein Ik baat kahoon kya ijazat hai Tere ishq ki mujhko aadat hai Ik baat kahoon kya ijazat hai Tere ishq ki mujhko.. Aadat hai o.. aadat hai.. Aadat hai o.. aadat hai.. x2 Ehsaas tere aur mere toh Ik dooje se judd rahe Ik teri talab mujhe aisi lagi Mere hosh bhi udne lage Mujhe milta sukoon teri baahon mein Jannat jaisi ek raahat hai Ik baat kahoon kya ijazat hai Tere ishq ki mujhko aadat hai Ik baat kahoon kya ijazat hai Tere ishq ki mujhko.. Aadat hai o.. aadat hai.. Aadat hai o.. aadat hai.. Kyun sabse juda, kyun sabse alag Andaaz tere lagte.. Besaakh ta hum saaye se tere Har shaam lipat'te hain Har waqt mera, qurbat mein teri Jab guzre toh ibadat hai Ik baat kahoon kya ijazat hai Tere ishq ki mujhko aadat hai Ik baat kahoon kya ijazat hai Tere ishq ki mujhko.. Aadat hai o.. aadat hai.. Aadat hai o.. aadat hai..