None of the chords I found sounded good, so tried to make my own. NOTE: The original song is 5 semi-tones (half-notes) lower in the key of , this is in the key of as I think its the easiest to play with and sing, if you want the original version, transpose it to -5 semitones. Shankar Tucker's version is in the key of , 4 semitones lower to this. I have used instead of in beginning of some lines of first verses as I think it adds more expression, feel free to use if that sounds better/more accurate. You can also skip the A chord in the end of those first verses if you want more accuracy. This version is closer to the Shankar Tucker version than the original. Strumming pattern: --DU (Strum slowly and repeatedly): Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehlu mein bethey raho A Yunhi pehlu mein bethey raho Aaj jaane ki zid na karo Haaye mar jaayein ge Hum to lutt jaayein ge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Tumhi socho zara kyu'n na rokein tumhey A jaan jaati hai jab uth ke jaatey ho tum jaan jaati hai jab uth ke jaatey ho tum A tum ko apni qasam jaan-e-jaa'n baat itni meri maan lo Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Waqt ki qaed mein zindagi hai magar Waqt ki qaed mein zindagi hai magar chand gharriya'n yahi hain jo aazaad hain chand gharriya'n yahi hain jo aazaad hain A inko khho kar kaheen jaan-e-jaa'n umr bhar na tarastey raho Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Kitna masoom aur rangeen hai yeh sama husn aur ishq ki aaj me'raj hai husn aur ishq ki aaj me'raj hai A kal ki kis ko khabar jaan-e-jaa'n rok lo aaj ki raat ko Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehlu mein bethey raho Yunhi pehlu mein bethey raho Aaj jaane ki zid na karo