Scale: Major Time Signature: 4/4 Tempo: 93 Suggested Strumming: DU,DU,DU,DU x2 Ye kahaan leke aayi hain khwaishein Mmm... dhadkane bekhudi mein jaane kya kahe Hua kya hai tujhe, aye mere mann baawre Bebasi mein jaane na tu, ye kya kare Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya Ek dor koi kheenche Khwabon ke peeche peeche Kehna kisi ka maane naa Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya [INSTRUMENTAL] x2 Apni kismat ko khud hi badal de Mukti ke iss path par tu khud hi chal de Sapne tere kabhi na honge adhoore Tere iraade bhi ab honge poore Janam maran ke dhaago se ab to aise bandh jaayega ha.. Rooh ka parinda udke phir se iss dharti par aayega Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya [INSTRUMENTAL] x2 Saansein behakti hain mere seene mein Aane laga hai mujhko maza ab jeene mein Paas pachuchna hai taaron ke Pankh laga ke armaano ke.. tu udta hi jaaye.. Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya [INSTRUMENTAL] O zindagi ye jab bhi afsaane naye banati hai Ashqon ke qatron ko bhi moti sa chamkati hai Mit jaate hain faasle paas jab ye bulaati hai Lamhon ke dhoondh rahe the Khud chal kar aa jaate hain Pal bhar mein khushiyon ki ye kaisi saugaat hai Ubhar gaye do gaalon pe Rang hain ya jazbaat hain Kyun aise mann ma.. Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya Ek dor koi kheenche Khwabon ke peeche peeche Kehna kisi ka maane naa Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya Aye manwa behrupiya Tu na jaane ye kya kar diya